Interesting Facts about Dogs in Urdu
Did you know that dogs are one of the most intelligent
animals on Earth? They have been man’s best friend for centuries and for good
reason! Loyalty, companionship and unique abilities of dogs continue to amaze
us. In this post, we’ll delve into some incredible and interesting facts about
dogs in Urdu language. From their ancient history to their remarkable senses,
you’ll discover why dogs are so special.
Kutton ke mutaliq maloomat e aama Urdu zuban mein zyada
mojood nahin hai. Is page par aap kutton (Dogs) ke mutaliq 10 dilchasp
maloomati sawal jawab Urdu mein parhein gay. Kutton (Dogs) ke bare mein yeh
ajeeb o ghareeb maloomat ya jankari aap ke General Knowledge mein izafa kare
gi.
1. Kutton ke naak (Nose) ke mutaliq dilchasp baat kya hai?
Kutton ki naak ke nishaan (Nose Print) mukhtalif hotay hain.
Jaisay insanon ki ungliyon ke nishaan (Finger Print) mukhtalif hotay hain.
کتوں کی ناک کے
نشان مختلف ہوتے ہیں۔
جیسے انسانوں کی انگلیوں
کے نشان مختلف ہوتے
ہیں۔
2. Kya kutta bhi rangon ka andha (Color Blind) hota hai?
Kutta rangon
ka andha nahin hota. Kuttay neela (Blue) aur peela (Yellow) rang dekh saktay
hain.
کُتا رنگوں کا اندھا
نہیں ہوتا۔ کُتے نیلا
اور پیلا رنگ دیکھ
سکتے ہیں۔
3. Kya kuttay bhi khawab (Dream) dekhtay hain?
Kuttay bhi insanon
ki tarah khawab dekhtay hain.
کُتے بھی انسانوں
کی طرح خواب دیکھتے ہیں۔
4. Kuttay kitnay alfaz (words) seekh saktay hain?
Aik kutta
1,000 se zyada alfaz seekh sakta hai.
ایک کُتا 1,000 سے زیادہ الفاظ سیکھ سکتا ہے۔
5. Kuttay ke kitnay daant (teeth) hotay hain?
Kuttay ke 42
daant hotay hain.
کُتے کے 42 دانت
ہوتے ہیں۔
6. Kutton ki songhnay ki salahiyat kitni mazboot hoti hai?
Kutton ke
songhnay ki salahiyat insanon ke muqable mein 1,0000 se 100,000 guna behtar
hoti hai.
کُتوں کے سُونگھنے
کی صلاحیت انسانوں کے مقابلے میں 1,0000 سے 100,000 گُنا بہتر ہوتی ہے۔
7. Kya kuttay andhere (dark) mein dekh saktay hain?
Kuttay
andhere mein insanon se behtar dekh saktay hain.
کُتے اندھیرے میں
انسانوں سے بہتر دیکھ سکتے ہیں۔
8. Konsi cheez kutton ke liye jaan-lewa (life-threatening) hoti hai?
Chocolate
kutton ke liye jaan-lewa saabit ho sakti hai.
چاکلیٹ کُتوں کے
لیے جان لیوا ثابت ہو سکتی ہے۔
9. Kya kuttay bemariyon (diseases) ka pata laga saktay hain?
Kuttay
insanon mein bemariyon ka pata laga (detect) saktay hain.
کُتے انسانوں میں
بیماریوں کا پتہ لگا سکتے ہیں۔
10. Kya kuttay ka bacha (puppy) pedaish (birth) ke waqt andha hota hai?
Kuttay ka
bacha pedaish ke waqt andha aur behra hota hai.
کُتے انسانوں میں
بیماریوں کا پتہ لگا سکتے ہیں۔
0 Comments