Saanp Ke Mutaliq Hairat Angez Maloomat Urdu Mein
This page contains interesting facts about snakes in Urdu.
Here, you will read saanp ke mutaliq dilchasp aur hairat angez maloomat in Urdu.
Read general knowledge about snakes in Urdu with answers!
Is page par aap saanp ke mutaliq 10 dilchasp maloomati sawal
jawab Urdu mein parhein gay. Yeh saanpon ke mutaliq maloomat e aama hai Urdu
zuban mein. Saanp (Snake) ke bare mein yeh ajeeb o ghareeb maloomat ya jankari
aap ke General Knowledge mein izafa kare gi.
1. Duniya mein kitni iqsaam (Species) ke saanp hain?
Duniya bhar mein 3,789 iqsaam ke saanp rehnte hain.
دنیا بھر میں
3,789 اقسام کے سانپ رہتے ہیں۔
2. Saanp kesay soonghta hai?
Saanp apni
zuban ke zariye soonghta hai.
سانپ اپنی زبان
کے زریعے سونگھتا ہے۔
3. Kya saanp ke kaan (Ears) hotay hain?
Saanp ke kaan
nahin hotay.
سانپ کے کان نہیں
ہوتے۔
4. Wo konsi jagah hai jahan saanp nahin hain?
Sirf bareazam
Antarctica aik aisi jagah hai jahan saanp nahin hain.
صرف براعظم انٹارکٹیکا
ایک ایسی جگہ ہے جہاں سانپ نہیں ہیں۔
5. Saanp aik ghante mein kitna safar kar sakte hain?
Sab se tez
saanp aik ghante mein 12 meel tak safar kar sakta hai.
سب سے تیز سانپ
ایک گھنٹے میں 12 میل
تک سفر کر سکتا
ہے۔
6. Kya saanp chaba kar khatay hain?
Saanp kisi
bhi cheez ko chaba kar nahin kha sakte.
سانپ کسی بھی چیز
کو چبا کر نہیں کھا سکتے۔
7. Kya saanp apni ankhen (Eyes) jhapakte (Blink) hain?
Saanp apni
ankhen nahi jhapakte.
سانپ اپنی آنکھیں نہیں جھپکتے۔
8. Saanp ki zindagi (Life) kitni hoti hai?
Saanp ki
zindagi taqreeban 10 se 40 saal tak ki hoti hai.
سانپ کی زندگی
تقریباً 10 سے 40 سال تک کی ہوتی ہے۔
9. Kya saanp anday detay hain?
Zyada tar
saanp anday (Eggs) detay hain, lekin kuch saanp bachay bhi detay hain.
زیادہ تر سانپ
انڈے دیتے ہیں لیکن کچھ سانپ بچے بھی دیتے ہیں۔
10. Saanp ki kitni haddiyan hoti hain?
Saanp ki
1,200 tak haddiyan hoti hain.
سانپ کی 1,200
تک ہڈیاں ہوتی ہیں۔
0 Comments