Machar Ke Bare Mein Dilchasp Maloomat
Mosquitoes (Machar), those tiny and buzzing insects, are
more than just a nuisance. Mosquitoes (Machar) are actually one of the most
dangerous creatures on this Earth. Despite their small size, mosquitoes are
responsible for transmitting a variety of diseases. It includes malaria, dengue
fever, Zika virus and West Nile virus. This page contains interesting facts
about mosquitoes in Urdu. Here, you will read machar ke bare mein dilchasp aur
hairat angez maloomat. Increase general knowledge about mosquitoes in Urdu!
Is page par aap machar ke mutaliq maloomati sawal jawab Urdu
mein parhein gay. Yeh machar ke mutaliq maloomat e aama hai in Urdu language.
Machar (Mosquitoes) ke mutaliq yeh ajeeb o ghareeb maloomat aap ke General
Knowledge mein izafa kare gi.
1. Machar aik ghante mein kitni parwaz (Fly) kar sakta hai?
Machar aik ghante mein 1 se 1.5 meel tak parwaz kar sakta
hai.
مچھر ایک گھنٹے میں
1 سے 1.5 میل تک پرواز
کر سکتا ہے۔
2. Aik machar kitni door se Carbon Dioxide ki boo (Smell) songh sakta hai?
Aik machar 60
se 75 feet door se Carbon Dioxide ki boo songh sakta hai.
ایک مچھر 60 سے 75 فٹ دور سے کاربن ڈائی آکسائیڈ کی بُو سونگھ سکتا ہے۔
3. Machar ki kul kitni iqsaam (Species) hain?
Machar ki
3500 se zyada mukhtalif iqsaam hain.
مچھر کی 3500 سے زیادہ مختلف اقسام ہیں۔
4. Machar ki zindagi kitni hoti hai?
Machar ki
ostan zindagi 2 maah se bhi kam hoti hai.
مچھر کی اوسطا
زندگی 2 ماہ سے بھی کم ہوتی ہے۔
5. Machar apni zindagi ke pehlay 10 din kahan guzaarte hain?
Machar apnay
pehlay 10 din pani mein guzaarte hain.
مچھر اپنے پہلے
10 دن پانی میں گزارتے ہیں۔
6. Machar aik kesi makhlooq (Creature) hai?
Machar duniya
ki sab se khatarnaak (Deadliest) makhlooq hai.
مچھر دنیا کی سب
سے خطرناک مخلوق ہے۔
7. Machar aik second mein paron (Wings) ko kitni dafa hilata hai?
Machar aik
second mein apnay paron ko 300 se 600 dafa hilata hai.
مچھر ایک سیکنڈ
میں اپنے پروں کو 300 سے 600 دفعہ ہلاتا ہے۔
8. Kya machar ke daant (Teeth) hote hain?
Machar ke
daant nahin hotay.
مچھر کے دانت نہیں
ہوتے۔
9. Machar ki kitni taangin (Legs) hoti hain?
Machar ki 6
taangin hoti hain.
مچھر کی 6 ٹانگیں
ہوتی ہیں۔
10. Machar kis mosam (Weather) ko pasand nahin karte?
Machar sard
mosam ko pasand nahin karte.
مچھر سرد موسم کو پسند نہیں کرتے۔
0 Comments